कुछ भी नही !!! फिर भी बहुत कुछ !!! भीतर भीतर चलता हैं ............. अनचाहे ही ...अनजाने ही ...
Thursday, July 10, 2008
ghar aao jaldi
Kaun hoon mein, kya naam hai meraKya astitva hai mera, kya pehchaan hai meriKya hoon mein bas ek kshanbhangur heeMit jana hai jiski niyatiBujh jana hai jiska parinaamKya manzil hai meri, kaunsa rasta hai meraKyun hai zindagi ek prashna chinha see lagtiKyun hai har nazar jaise mujhe hi ghoortiSamay jaise alp viraam sa ruk gaya haiEeshwar bhi jaise parakhte parakhte thak gaya haiKisi kee kami hai zindagi mein jaiseSaans bas uu thami hai intezaar mein aiseKoi aaye aur pyaar se gale laga leDil ki aaj bas yehi arzoo hai...............................SEAVY kab aaoge ghar ?????????????????????????????????????????????????????????????????????????
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment